ek dafa ek american Karachi ata hai. >un ku jo recive karnay atay hai, woh american un say bulta hai kay hamay Karachi ghumau,woh admi usay Karachi ghumanay k liyay chala jata hai.ghumatay ghumatay woh admi american ku ek building kay samnay lay jata hai aor bolta hai k daykiah ye 15 manzala imarat 3 sall may bani thi tu woh american bolta hai k hamaray ha tu ye building 20 din may ban jayay!woh admi bolta hai chalay aye may app ku ek aur building dikhau,woh ussay ek 25 manzala imarat k kareeb lay jata hai aur bolta hai k ye imarat 5 saal may bani hai tu woh bolta hai k ye tu u.s.a may 1 month may ban jayay akhir woh karachi wala ussay jaan buch kay habib bank k samnay say lay kar guzarta hai,samnay puhanch kar american puchta hai k ye kon si building hai tu woh ghusay may bolta k aray ye building subha tak tu yahan nahi thi ab kha say a gai?