Admin Admin

Posts: 37 Join date: 2008-09-19 Age: 28 Location: Karachi Pakistan
 | Subject: Lateefa !!!!!!!!!!!! Sat Sep 20, 2008 9:09 pm | |
| ek dafa ek american Karachi ata hai. >un ku jo recive karnay atay hai, woh american un say bulta hai kay hamay Karachi ghumau,woh admi usay Karachi ghumanay k liyay chala jata hai.ghumatay ghumatay woh admi american ku ek building kay samnay lay jata hai aor bolta hai k daykiah ye 15 manzala imarat 3 sall may bani thi tu woh american bolta hai k hamaray ha tu ye building 20 din may ban jayay!woh admi bolta hai chalay aye may app ku ek aur building dikhau,woh ussay ek 25 manzala imarat k kareeb lay jata hai aur bolta hai k ye imarat 5 saal may bani hai tu woh bolta hai k ye tu u.s.a may 1 month may ban jayay akhir woh karachi wala ussay jaan buch kay habib bank k samnay say lay kar guzarta hai,samnay puhanch kar american puchta hai k ye kon si building hai tu woh ghusay may bolta k aray ye building subha tak tu yahan nahi thi ab kha say a gai? |
|
kashifbasharat

Posts: 5 Join date: 2008-10-07 Age: 22 Location: karachi
 | Subject: hahahaha Fri Mar 27, 2009 1:25 pm | |
| yar ya to boht porana jok ha koi new lao |
|